essay on pusthakom ka mahatthv
Answers
Answered by
1
Pustake hamare jeevan mai bahut mahatavpuran evam bahut hi nirnayak bhoomika nibhati hai . kitabe ek achhi mitra hoti hai . jo hamesha saath nibhaati hai. chaaye sukh ho ya dukh . wo apna saath kabhi nhi chhodti . rastra nirmaan se lekar jeevan jeene ko kala tak ye pustake hume batati hai . sart ye hi ki koi man laga kar inke panne mai chupe gyaan ko pade. aur samje phir jeevan prayog mai laaye.
Ekelapan ho yaa beed pustak humesha maahre saath rahti hai . pustakae chartira nirmaan ka adhaar maani jati hai . hum ky apadhte hai ye mahara bhavisya tay krte hai . iss liye kaha jaata hai ki hume kis tarah ka sahitya padhna chahiye . veera , desh bhakti , vigyaan se judi kibaate padni chahiye .kaah jaata hai ki ek kitaab ek bujarg ki tarah hoti hai jo ki apne anubhav se humara path pradrshit krta hai . vartmaan samay k hisaab se hume har maheene ek kitaab jarur padhni chahiye . iss tarah 25 saal mai ap kitni pustake pad sakte hai batana jaruri nhi hai . ap khud ek gyaan ke srot ban jaayenge aur apka jeevan bahut aasaan ban jaayega. naa koi apko bevkoof bana paayega aur ap apne lakshya tak bina koi galati kiye pahuch jaayenege.

Similar questions