Essay on rang roop vyaktitva me badhak hai in hindi
Answers
rang roop vyaktitva me badhak hai
Mera man na hai ki agar bhagwaan ne hume agar bina kisi wisangti ya kami ke sarir diya hai to ye kahna sarsar galat hog aki hamara rang roop hamare vyaktitva mai badhak hai . Kala gora ya naat aya mota hona wo sarir ki prakaritik banawat hai aur use hume saharsh saveekaar krna chahiye . abhi bhi iss avsaad mai naa jiye ki agar mai kalaa hu yaa meri sakal achhi nhi hai to muje noukari nhi milegi yaa muje koi baat nhi kregaa. Sab waham hai .Agar apki soch achhi hai aur dimaag mai ache vichaar hai to apko jeet se koi rock nhi sakta . Agar hum dekhe ki agar bhagwaaan ne hume divyaag banaya hota to bhi hum kuch naa kuch to achha jarur krte . Peraoylumic mai hum dekhte hai ki kis prakaar log dil aur padak dono jeet lete hai bina apne sarir ke rang roop aur banawat ke bare mai soche .
Hamara sarir aur roop hume sab se alag pehchaan deta hai . jo ki ek achhi baat hai aur hume iss par grav bhi hona chahiye ki ishwar ne hume auro se alag banaya hai . Agar sab ek jaise hote to phir jeevan aur prakriti kitni udaas aur neeras lagti . Agar kisi sainik ke chahre pe chot ka nishaan hai to wo uski kami nhi balki abhimaan hai ki wo yudhh mai desh ke liye lada tha . aj ke iss dour mai rang roop ki baat krna aur use apni tarakki ke liye rukawat man na aur apne vyaktiv ko kisi aur se goun samjana bevkoofi hai . Mukya baat ye hai ki hum savaym ko kitna maansik roop se kathor aur hardya se sawaachh maante hai .Rang roop bhale hi kaisa bhi ho bas humari soch , niyati aur chritra maleen naa ho . wo samaj aur savaym ke bhale aur jeet ki soch wali ho . Safalta avashya hi kadam chumegi humaare .
May the questioned people be answered by this answer