Hindi, asked by fabihakhan2115, 4 months ago

essay on sulah rehmi in urdu​

Answers

Answered by Braɪnlyємρєяσя
5

Explanation:

Silah Rehmi ka matlab hai : Rishte daron k sath bat cheet me, kaam kaj me, Sulook o ehsan karna aur unki maali mushkilat me unke kaam aana.

Hazrat Anas (رض) se riwayat hai k Rasool Allah(ص) ne farmaya: Jo Shaks Kushada rizq aur lambi umar chahta hai usko chahiye silah rehmi kare.(BUKHARI/MUSLIM)

Hazrat Abu Hurairah(رض) bayan krte hai j aik mard ne kaha: Ya Rasool Allah!(ص) mere kuch rishte dar hain unke sath me silah rehmi karta hu aur woh mere sath qata rehmi karte hain, me unke sath ehsan aur wo mere sath burah karte hain! Rasool Allah(ص) ne kaha agar tu aisa karta hai to goya tum unke muh me garam rakh dal rahe ho aur jub tak tum aisa karte raho gay Allah ki taraf se aik madadgar farishta tumare sath rahega!

Answered by HorridAshu
1

{\huge{\boxed{\tt{\color {blue}{❥ ᴀɴsᴡᴇʀ}}}}}

Similar questions