essay on sunset in hindi 300 words
Answers
Answered by
21
सूर्यास्त के समय जब सूर्य नीचे ढल जाता है और रात शुरू होता है। सूर्यास्त के दौरान, प्रकृति, ताजा, उज्ज्वल, और आकर्षक हो जाती है। सूरज सोने की एक डिस्क होने के लिए लगता है। सूर्यास्त के समय, एक एक सूर्यास्त के शांति का आनंद लें कर सकते हैं। लोगों को अपने काम खत्म करते है और घर लौटने लगते है। पक्षी अपने घोंसले में वापस लोटते है। जब सूरज ढलता है, प्रकृति बहुत सुंदर लगती है। तब प्रकृति में अंधेरा होना शुरू होता है। सूर्यास्त के मामूली अंधेरे खुशी और हमारे मन में शांति की भावना बनाता है। सूर्यास्त के सौंदर्य उत्पन्न करने के लिए कवि किसी भी विचार और रचना की कविताओं है मदद करता है। इस समय हवा के सामंजस्यपूर्ण सीटी सूर्यास्त इससे भी अधिक आकर्षक बनाता है। यह आत्मा, शरीर और मन को सूर्यास्त प्रेरणादायक सूर्यास्त-है बनाया का जिम्मेदार बताते हैं।
Answered by
18
Sunset ek aisa nazara hota hai,jaise suraj dharti ki god mein samaane jaa raha ho.suraj ki lalima yahi sanket deti hai ki din bhar tapan ke baad use bhi aaraam ki jaroorat hai taki able din phir se woh puri urja ke saath pure sansar ko raushni de sake..
Sunset ka drishya dekhne mein bahut hi pyara lagta hai..jaise dharti maa ne apne pyare se bachhe ko apni god mein sulane ka prayas kar rahi ho..dekhte dekhte sun dharti mein kahin vilin ho jata hai aur ujale ko bhi apne saath lekar chala jata hai..
Sunset se hame ye Shiksha milti hai ki jeevan mein koyi kitna bhi unchai tak pahunch jaye ek na ek din use ast hona hi padta hai..yahi prakriti ka niyam hai aur hamsab logon ko ye baat sweekar karni chahiye taki apne jeevan ko hamesha hum ek nayi disha ki taraf le jaa saken.
Sunset hona na to raushni ka ant hota hai aur na hi jeevan ka ..ye jeevan ki disha nirdharan ka ek naya marg hota hai..
Sunset ke baad nahi subah sabke liye ek nahi ummid lekar asti hai.

Similar questions