Essay on swachhta KA mahatva
Answers
Answered by
16
DHARTI MATA KRE PUKAAR ,AAS PASS KA KRO SUDHAAR
swachhta manv samudaye ka ek aavshyak gun hai.yh vibhinn prkaar ki bimariyo se bchaav k saraltm upayo me se ek prmukh upaaye hai.yh sukhi jiven ki udhaarshilla hai. enme manv ki grima,shalinta aur astikta ke darshan hote hain.
saaf suthra rehna manushye ka parakritik gun hai. vh apne ghr aur aaspaas ke kshetr ko saaf rakhna chahta hai.safaai ke dwara vh saampow,maschro tha anye haanikark kede-makodo ko apne se door rakh sakte hai.safaai manushye ko kitaanuyo se bachaakr rakhti hai.
ghar ki safaai mai sadasyo ki bhumika hoti hai tw bahar ki safaai me smaaz ki.bahut se log ghr ki gandgi nikaalkr ghr ke saamne daal dete hai.esme gandgi puure ghr mai chali jati hai.ghr ke aas paas ka pryavrn dushit hota hai tw ghr ke log bhi ashute nai rh paate.esiliye smaaz ke sabhi sadasyo ko aas pdos ki safaai me yogdaan dena chahiye.
1.ndiyo,talaabo,jhrno ke jal me kisi bhi parkaar ki gandgi ka bhaav nahi karna chahiye.
2.kuda daan ka pryog krna chahiye
3.plastick bags ka pryog bnd kr dena chahiye.
4.adhik matra me ped lgaakr vaayu ko shud rakhna chahiye.
5.vaayu me pardushit tatvo ko milaane ki prkirya pr lagaam lgaani chahiye.
aatmik uunti ke liye niwaas-sthan ke vatavrn ka swaachh hona atyaavshyak hai. rashtr pita gandhi ji swachhta pr bhut zorr dete the.prantu aadhunik sabhyata aur hanikarak udeyogo ke failaav e kaarn puuri dunia me pardushan ka sankat khada ho gya hai. ath:swachhta me badhak tatvo ko pehchaan kar unke parsaar par rok lagaani chahiye.

Similar questions