essay on Swasth Bachche Swasth Bharat in Hindi
Answers
Answered by
1
Paryavaran Pradushan Ki Baatein Hum Sabhi Karte Hain parantu Hum Kabhi Dainik Jeevan Ki Chhoti Chhoti aadato ko Sudhar Nahin paate . Aksar Ham sadkon par Kagaz Thaili kachda Adi daalteh hai Hain Jo Pradushan ka Karan banta hai . Sabhi apne ghar mein Safai Ka Dhyan rakhte Hain , Hume Pata hota hai ki kachre ko kahan dalna hai , parantu Ghar Se Nikalte Hi Hum Sare Niyam Bhul Jate Hain . Ghar Ke Pani ko Sada dhakkar rakte hain parantu , Pani Dene Wali Nadi Adi main kachra dalne Mein parehz nahi karte . Safai Abhiyan tabhi Safal ho sakta hai , Jab Hamari Soch Mein badlav Ho Hum Ghar va Bahar Ke Antar ko Khatam kar sake . Ath : Hamein is Safai Abhiyan ko Safal Banane Mein Apna yogdan avashya Dena chahiye
mahima2830:
thank you so much for your help
Similar questions