Hindi, asked by advsechavanSujata, 1 year ago

essay on Vivdhata me Ekata

Answers

Answered by kuruk
1
bharat ek eisa desh hai jaha vividta me bhi ekta dekhne komilte hai .bharat me alag dharmo ka log rehte haiunka rehen sehan,basha,pehnava,bhojan,tyohar sab alag hai. phir ve bhartiy kehlate hai .

bharat me hindu ,muslim ,sikh ,esayi jaise alag dharmo ka log rehte hai parantu doosre dharmo ko bhi ham utna hi manta hai . ek doosre ke gale milkar badai dete hai .

basha ke mamle me bhikarnatak me kannad ,andrapradesh me telugu ,tamilnadu me tamil ,punjab me punjabi ,gujarat me gujrati boli jati hai .parantu sab ek doosre ke bhavnavo ko samajte hai .

musibath ane par sab ek hokar samna karte hai .es liye vividta me ekte ka ek saccha odaharan hai hamara desh bharat .
Similar questions