essay or paragraph on 15 August
Answers
Explanation:
15 August 1947 ko Hamara desh angrejo ki gulami se Azad hua tha is din ke liye Ye Hamare swatantra senani Apni Jaan Ki Qurbani di thi 15 August 19 47 yah tarikh Bharat ke Itihaas mein Swarna aksharon Mein likhi gai hai is Varsh ham 73 swatantra divas Mana rahe hain Swatantrata Ki Ladai Mein Anek logon ka yogdan tha parantu Kuchh mukhya the Jaise a Subhash Chandra BOS Chandrashekhar Azad Bhagat Singh Sukhdev Rajguru Sardar Vallabhbhai Patel Bal Gangadhar Tilak Mahatma Gandhi Rani Lakshmi Bai Aadi Azadi ke bad Bharat ki Janata Ne Apna pahla Pradhanmantri Chuna Pandit Jawaharlal Nehru jinhone 15 August ko pahli bar Rajdhani New Delhi main Lal kile per rashtriy Dhwaj Tiranga khairiyat tha yah Din Bharat mein Bade Harsh aur Ullas ke sath Manaya jata hai
Explanation: