Hindi, asked by PranayKushwaha5683, 1 year ago

Exam finish hone ke baad examination hall ke bahar do mitro ki aapsi baat cheet ko likhe

Answers

Answered by Anonymous
0
pehala mitra :bhai aaj exam finish ho gaya mujhe toh maja a a gaya. ...

dusra mitra:ha bhai sahi bola mujhe bhi...

pehala mitra :bhai hum logo ka exam toh finish toh kuch kare kya aaj ...

dusra mitra :kya karna hai bol main karunga .

pehala mitra :ek kam karte hai chal movie dekhne chalte hai kya bolta hai bol...

dusra mitra :bhai meri mummy mereko nhi jaane degi. ....

pehala mitra :aree bhai tum chinta mat karo:

dusra mitra:kyu...

pehala mitra :kyuki main tumhari mom ko mana Lunga. ......


dusra mitra : ok bhai.....


thank you. ....


hope it's right answer. ........
Similar questions