History, asked by vaibhavrock876, 1 year ago

Explain khilafat movement in hindi

Answers

Answered by sachhinkumar12p4as7b
22
Khilafat Movement ka kafi important role RHA hai satyagraha movements me.Jab pehla world war khatam hua tha,aur Turkey ki usme haar hui thi aur aise afwaah the ki ek bahut hi qattar peace sandhi laagu ki jyegi turkey pe aur Waha ka Jo ismalic world ka head hai (Khalifa) ,uski sabhi sakhtiya chhin li jayengi.
isi ko bachane ke liye 2 Muslim leader bhai (Muhammad Ali aur shaukat Ali) Bharat me Gandhiji se mile aur baat ki is mudde ke bare me.
Gandhiji ne socha ki isse acha mauka nhi mil sakta Hindu aur muslimo ko ek karne ka.
Bombay ,1919 ko Khilafat committee ka formation hua aur ek nation level ka satyagraha launch kiya gya jisko naam diya gaya 'Khilafat_non cooperation' movement.

vaibhavrock876: Nice answer. I'm impression
sachhinkumar12p4as7b: Dhanyawad...
Answered by ajayrawat2
8
khilafat movement ek pan islamic movement h jisme ottoman empire ko save krna tha .first world war ke time turkey ne germany ko help kiya tha to war against the british muslim leader dtarted the khilafat movement to protest the allied act or to save the ottoman.
Similar questions