Hindi, asked by Sanskritigarg691, 1 year ago

explain me 4 and 6 paragraphs of ram laxman pasuram sambad its urgent plz........

Answers

Answered by Somin
0
In 4th paragraph => Parshuram lakshan ne jo vyangya bhari vaani m unka apmaan kiya tha usse krodhit ho krke vishwamitra ko sambodhit krte huye kehte hain (kausik vishwamitra k liye pryog kiya gya h) ki tum iss balak ko samjhado jo kadve vachan bol rha h. Phir parshuraam apne baare m bataate hain ki m bhut hi krodh vala hun abhi hi iss balak ka sanhaar kr dunga. Yadi tum ise bachaana chahte ho to ise mere pratap aur bal k baare m bata do vrna aaj iska ant ho jaega. Utne m hi lakshman phirse vyangya bhari vaani m kehte hain ki he prabhu aapne to apne aap hi apne bal aur pratap ke baare itni baar bata diya h. Yadi usse bhi aap santusht nhi hain to aapne apne gusse ko kyun rok rkha h aap to sam dharam krne vaale ho aapko iss prakar krodh aur bure vachan bolna shobhit nhi hota.
Lakshman veer yodha ki visheshta prakat krte huye kehte hain ki veer yodha vo hota h jo yudh bhumi m apne yudh kaushal se apne apne prakram ki sidhi krta h na ki vo jo apne shatru ko kamzor smajhkar uske saamne veerta ki dinge hankta h.
Similar questions