Science, asked by ranjanstudy, 10 months ago

Explain me properly in english.
matllab ennglish jaiisa hinndi or benngali me likhiia samjhhaane keyy liaa​

Attachments:

Answers

Answered by gracezeg
2

Answer:

mai short me batata hu ..

Explanation:

isme kaha hai ki ped - paudhe hame alag alag tarah ke food deti h . is tarah animals different cheezen dete hai . aur in sab ke saath saath hame animal husbandry karni chahiye jisme plants aur animals ki breeding , feeding , aur caring hoti hai ..

Answered by divyanshs229
0

Explanation:

iss table ko complete karne me bad ,tumne dekha ki plants ke tara animals bhi hame aalag tarah ke food provide karta hai . Jo bhi aadmi coastal area me pass me rahete hai woh fish he khateh hai. Apne phele class me aapne para ki plants se hame on sa khana milta hai.Aur hamne crop production me madad karne me jo steps he woh bhi parah. Ushi tarah joh janwar ghar ya farm me hote hai unhe khane ki jarurat hoti hai aur dekhbal karna parta hai. Aur jab ye large scale me hota hai you ushe Animal husbandary kehelate hai.


ranjanstudy: You should the spelling properly
ranjanstudy: your all of the spellings are wrong
ranjanstudy: You should write the spelling properly
gracezeg: be quite
Similar questions