explain Newton's first law of motion in hindi?
Answers
Answered by
4
agar ek object ruka hua hai to Woh ruka rahega aur agar chal rha h to Woh chalta rahega jab tak uspar koi bahari force nhi lagai gyi ho.
sam287:
Plzz mark my answer as brainliest plsss
Answered by
6
Thank you for asking this question. Ye kaafi asaan sawal hai.
Newton ke pehle law ko aksar law of inertia bhi kehte hain.
Ye law kehta hai k Agar koi chee aik jaga par pari hui hai toh woh pari rahay gee jab tak kay koi aur taqat na lagay.
Aur jab koi cheez aik speed par chal rahi hai woh chalti rahay gee jab tak kay koi external force kar na lagay ussay
Mera khayal hai iss answer se aap ko faida hua ho ga.

Similar questions