Hindi, asked by Saanchi14, 1 year ago

explanation of all the alankars breifly...plz

Answers

Answered by Nikki57
3
Namaskar,

Alankar ka shabdik arth hai gahana.

Alankar 2 bhed ke hote hai-:

•shabdalankar
•arthalankar

SHABDALANKAR-:

•Anupras alankar- Anupras ka arth hota hai kisi vstu ko krm me rkhna.Jha kisi vrnd ki aavriti ek se adhik baar hoti hai,vha anupras alankar lgta hai.Udharan-:
Raghupati raghav raja ram.

(Is vakya me R ki aavriti ek se adhik baar hui).

•Yamak alankar- Kavita me jha ek se adhik baar aaye aur hr baar uske arth alg ho.
Udharan-
Kaali ghata ka ghamand ghata.
(ghata-baadl)(ghata-km hua)

•Shlesh alankar-Chipkna.Jha kisi shbad ke saaf kai arth chipke ho.
Udharan-
Bhikaarin ko dekh pt det baar baar.
(pt-vstar,kivaad.)

ARTHALANKAR

•Upma-Jb kisi vstu ke rup,gund,aakar ki smaanta kisi anay prasidh vstu ke saath btai jae.
Udharan-
Chaand-sa sundar mukh.

•Rupak-Jha rup,gund ki atyadhik smanta ke kaaran upmey me upmaan ka apbhed aarop kr diya jae artist dono milkar ek ho jae.
Udharan-
Maiya main to chandr-khilona lehu.

•Utpreksha-Jb kaavy ko kalpana krne ko mazboor ki jae.
Udharan-
Vh aayega (nishchay)
Vh nhi aayega(nishchay)
Vh aa bi skta hai aur nhi bi(sanded)
Uske aane ki smbhavna hai(smbhavna.)

•Atishodhit-Bda chada kr khena.
Udharan-
Singh(lion) gae ko chra rha hai- yha parmatma ko Singh(lion) aur aatama ko gae btaya hai.



Anya bhed hai VKOKIT,CHAND.

Aasha hai aapko mera uttar acha lga hoga......................

Hope it helped you........................

Saanchi14: thank you
Nikki57: my pleasure
Saanchi14: :-)
Nikki57: thanks for selecting my answer as brainliest.
Similar questions