Hindi, asked by rpmandewal1872, 5 months ago

फूलों से नित हँसना सीखो, भौंरों से नित गाना। तरु की झुकी डालियों से नित, सीखो शीश झुकाना! ISKA ARTH

Answers

Answered by sheoran9834
7

Answer:

iska Arth hai jis prakar phool hamesha khile rahte hain hamen bhi usi prakar Jeevan bhar muskurate rahana chahie aur bhanwaron ki tarah gungunana chahie tatha jis prakar ped ki daliya niche jhuki hoti hai aur Shish khati hai usi prakar hamen unse shish jhukana sikhana chahie artharth hamen dusron ka Samman karna aana chahie

Similar questions