फर्टिलाइजिन कहाँ उपस्थित होता है?
Answers
Answered by
0
Answer:
जन्तुओं मे मादा के अंडाणु और नर के शुक्राणु मिलकर एकाकार हो जाते हैं और नये 'जीव' का सृजन करते हैं; इसे या निषेचन (Fertilisation) कहते हैं।
nishechan ki kriyaye nimn he -
{1} andanu ko paripakkv hone ke liye uttejit kiya jata he;
{2} yugamnaj me gunsutro ki dwigunit sankhya (2n) ko punha sanchit karna.
{3} mata pita ke guno ka sammisharn krna
{4} dhurv koshikaon ke nirman se andanu ke koshikadravy ko pura krna
{5} ande ki paridhi me punha parivartan kar anya shukranuo ko nishechit andanu me pravesh karne se rokna
Similar questions