Hindi, asked by anishasheoran2596, 1 year ago

Full+poem+by+harivansh+rai+bachaan+'bhool+gaya+hai+kyun+insaan+summary+of+this+poem

Answers

Answered by renu4537
1

this poem written by Harivansh Rai Bachchan reminds us that all boundaries are created by man and we are all one.

Mark it brainliest


Ritiksuglan: Hey
Answered by sunitariya2004
0

Answer:Ye kavita Shri Harivanshrai bacchan ne likhi hai.Is kavita ka arth yahi hai ki hum insaan ye kyun bhool jaate hain ki hum sabhi ki kaya mitti ki bani hui hai.Hum sab per ek hi aasmaan ki chaaya hai.Yahan kisi ko koi vishesh vardaan prapt nhi hai.Arthhat hum sab insaan chahe stri purush ya kisi bhi desh ke vaasi him hum Sab ek hi hain.Hum sabhi ko is dharti ne hi to racha hai.Eshwer na to kewal insaan hi bnaya tha per insaan na hi desh bnaye.Per her an desh hai to isi ek dharti per.Hum sabhi rang roop vesh bhoosha main chaahein ek doosre se kitne hi bhin hon per hum sab ek doosre se Jude hue hain.Hum Sab ussi eshwer ki Santan hain,hum sabhi ko ek hi dherti maa ne pala hai.


Ritiksuglan: Hey
Similar questions