Hindi, asked by swetagupta2602, 9 months ago

। (ग)
छाया मत छूना मन' में 'छाया' किसका प्रतीक है ? उसे छूने को मना क्यों किया गया​

Answers

Answered by rani712005
1

Answer:

Explanation:

Chaya purani aur achi yadon ka prateek hai. Use chune se mna isliye kiya hai kyoonki achi purani yadoon ko yaad karke vartmaan ke dukh aur badh jate hai aur man main vyateet sukhon ki yaad reh jati hai

Please mark me brainliest

Answered by liveriyajha
1

Answer:

Chhaya ateet ke sukh bhare Dino Ka Pratik h

Aur usse chhune se arthath use Yaad krne se isiliye mana Kiya gya h kyuki usse Yaad kr insaan Apne dukh takleef ki badhata h ...Apne ateet se bahar nhi Nikal pata..Apne vartaman ke sach Ka samna nhi kr pata. Isiliye manusya ko chhaya nhi chhuni Chahiye arthath ateet ko chhor vartaman me jee kr bhawisya Norman krna chahiye

Explanation:

Similar questions