गिरि का गौरव गाकर झर्-झर्
मद में नस-नस उत्तेजित कर
मोती की लड़ियों-से सुन्दर
झरते हैं झाग-भरे निर्झर ! प्रसग सहित व्याख्या
Answers
Answered by
6
Answer:
in panktiyon se Kavi kehna chahte h ki ye Jo jharne h vo parvatraaj Himalaya k Gaurav Ko ga-ga kal badi urja k saath , jhar jhar ki awaaz karte hue neeche beh rahe h . ye moti ki ladiyon k samaan Sundar h saath hi jhaagon se bhare h ...
Explanation:
isme Kavi inhe maanav ki upma dekar kehte h ki jis prakaar manushya Apne aur apno k Gaurav ki badhaai karte h vse hi jharne bhi kar rhe h aur aisa karne m ye maanav ( Insaan) k samaan lag rhe h ...isme maanvikaran alankar ka prayog hua h ....
Answered by
0
Answer:
(⌐■-■)☞ ̄ᴥ ̄☞
Explanation:
(*❛‿❛)→(ʘ言ʘ╬)(⌐■-■)乁[ ◕ ᴥ ◕ ]ㄏ
Similar questions