Sociology, asked by sanjanasarangi9180, 11 months ago

ग्रामीण परिप्रेक्ष्य में पंचायती राज व्यवस्था की आवश्यकता का विवरण प्रस्तुत कीजिए।

Answers

Answered by ilmak4112
0

Gram Sabha Apne me sepancho Ko chunti Hai Jo grampanchayat banate hain

Gram Panchayat ke Karya

gram Mein swachh Jal Ki vyavastha Gram Panchayat ka ek Bada Karya Hai vah Swasth jal ki vyavastha Karti Hai Taki log bimar na Pade is uddeshy ki Prapti ke liye Thande Mithe aur swachh Jal Ke kua ka Nirman karti

gram ke Arthik Vikas ke liye sadkon Ka Hona bhi ATI avashyak hota hai Kyunki tabhi gaon ki paidawar bikri ke liye Shahar Mein bheji Ja sakti hai aur Shahad se avashyak chijen Gaon Mela Ja sakti hai

Panchayat ko Gaon Ki Safai ki or pura Dhyan Dena padta hai Panchayat Krishi ki Unnati ke liye nirantar prayatn Sheel rahti hai ya kisanon ki kheti ke aadhunik dhang sikhane unhen acche bijon AVN acchi Khad ka prayog karne tatha tractor Gadi kharidne ke liye ring rd jaane ka prabandhan Karti Hai gram ki Janm Mrityu ka vivaran Gram Panchayat hi rakhti hai bacchon Ki Shiksha ke liye school kholti hai aur pustakalay ka bhi Nirman karti hai

Similar questions