Hindi, asked by sydawg4540, 1 year ago

ग्रंथालय स्वप्न पहेली कांच पर कहानी

Answers

Answered by Anonymous
120

Kaanch ke sapne


Ek baar Soorajpur namak gaon main ek Raju naam ka aalasi ladka tha.

Uske dadaji Grathalaya naam ki liberary main kaam kerte the.

Wo Raju se hamesha kehte ki beta mehnat karo padho likho aur jeevan main aage badho.Magar dadu ki baaton ka Raju per koi aser nhi hota tha.Rahi saara din sota. hi rehta.

Ekdin jab Raju so raha tha tab usse sapne main ek pari mili uske kaha Raju kya tum aisa bhandaar aur khazana paana chahte ho jisse tum ameer ban sakte ho.Raju ne kaha haan.

Pari ne kaha theek hai to aaj tum dadu ka sang granthalay jaana wahan tumhein wo khazana milega

Raju ki neend khul gayi aur wo

sarpat Granthalay main gya.Uske Dadaji to hairaan hi reh gaye so bole Raju tum aaj yahan kaise

Raju ne dadaji ko apne sapne ke baare main btaya.Dadaji ne hanste hue kaha ki do khazana to gyaan ka bhandaar hai.Us khazane ko kitaab kehte hain aur hamare granthalay main to arbon is gyaan ka khazana hai.Raju ne granthalay main charon ore dekha lakdi ki almariyon main kaanch ke sheshe ke piche usse kayi kitaabein dikhhin.Dheere dheere Raju ko poori baat samajh main aayi Is din sapne main Pari ne usse ek sahi disha do thi jiise iska than badha aur wo aage chakkar so bade dafter main bada officer bana

Answered by mchatterjee
54

रामायण और महाभारत को हम ग्रंथ के रूप में जानते ही हैं और मेरे घर में तो ग्रंथों का ग्रन्थालय विशाल मात्रा में मौजूद हैं।

मगर मुझे यह समझ नहीं आता की मुझे बार बार ग्रंथों के स्वप्न क्यों आते हैं। स्वप्न में मैं खाली पैर में कांच के टुकड़े के ऊपर चलती हुई कहीं दूर पहेली को सुलझाने को भाग रही हूं और बार-बार एक कोने में ग्रंथ से टकराते हुए वापस कांच के ऊपर चल रही हूं।

Similar questions