Hindi, asked by 8770456597, 3 months ago

(ग) व्यक्तित्व का विलोम शब्द है-
(i) सामाजिक
(i) व्यक्तित्व
(ii) निजी
(3) अपनत्व
प्रश्न-2 संगति का प्रभाव मनुष्य पर कैसा पडता है ?
प्रश्न-3 आपके विचार से एक सद्गुरू सम्पन्न व्यक्ति का व्यक्तित्व कैसा होता है ?
प्रश्न-4 प्रस्तुत गद्यांश का उपर्युक्त शीर्षक दीजिए-​

Answers

Answered by vipinmishra1977
0

Answer:

  1. sangati ka Prabhav manushya par sangati ke anusar padta hai agar sangati Buri Hogi ya lalchi Logon ke bich ki sangati Hogi to Insan ke upar lalach ka Prabhav padega agar koi vyakti Jhuthe Logon ke bich Mein baitha hai to uski sangati Ka Asar use per Hoga vah bhi Jhooth bolna Sikh Jaega agar koi vyakti Chor ke bich Mein Baitha Hai Tu Chor jaldi use Chori karna Nasha karna Sikha Dega ISI Prakar agar koi vyakti acchi sangati Mein baithata Hai susangati Mein baithata Hai To uske upar use acchi sangathi Ke Acche Prabhav padhte Hain.
  2. Hamare vichar se sadgun sampann vyakti ka vyaktitva achha hota hai Satguru sampann vyakti kabhi bhi dugli baat nahin karte hain aur tum Logon ki madad karte hain jinko Mard Ki avashyakta hoti hai apne Gyan ke dwara Jahan Bhi Jaate Mein Shuddh vicharon se vatavaran ko Shuddh kar dete hain aur UN Logon Ko sikhate Hain Jin Logon Ko Nahin Maloom
Similar questions