Hindi, asked by bulbul1136, 3 months ago

Gadaansh Unneesvi shatabdi se pehle,manav or pashu dono ki aabaadi bhojan ki uplabdhta tatha prakrtik wipdaao aadi ke Karan simit rehti thi kalantar mein jab audogik kranti ke Karan manav sabhyata ki samriddhi main bhari vriddhi Hui e-tab uske parinaam swaroop kyi paschimi desh aesi badhaao se lagbhag aniwaariye Roop se mukt ho gye isse vaigyanikon ne andaza lgaya ki ab manav jansankhya wisfort roop se barh skti hai prantu inn deshon mein parivaaro ka ausat aakaar ghat ne lga tha or jldi hi smridhi or prajanan ke bich aek ulta sambandh prakaash mein aa gya tha jeevvigyaniyo ne manav samaj ki tulna jaanwaro ki duniya se kr iss sambandh ko samjhane ki koshish ki or kaha ki aese jaanwar jinke adhik bacche hote hain,we adhiktar pratikul watawaran mein rehte hain or yeh watawaran prayeh unke liye prakratik khatron se bhre rehte hain chunki inki Santano ke jivit rahne ki sambhavna kam hoti hai isliye kyi Santane paida Karne se yeh sambhavna badh jaati hai ki unmein se kam se kam ek ya do jeevit rahegi iske viprit Jin janvaron ke bacche kam hote Hain isthir aur anukul vatavaran mein rahte hain theek isi prakar yadi samriddh vatavaran mein rahne wale log keval kuchh hi bacche paida karte Hain toh unke yeh kam bacche un bacchon ko pachaar denge jinke parivar itne simrit nahin the tatha unki aapas ki pratiisprdha bhi kam hogi is siddhant ke aalochakon ka tark hai ki pashu aur manav waiwahaar ki tulna nahin ki ja sakti hai we iske bajaye yeh tark dete hain ki samajik drishtikon mein parivartan is ghatna ko samjhane ke liye paryapt hai shrm ashrit parivaron mein bacchon ki bari sankhya aek vardan ke saman hoti hai we jaldi kam kar parivar ke aaye badhate Hainjaise jaise samaj samriddh hota jata hai vaise vaise bacche jivan ke lagbhag pahle 25 se 30 sal Tak shiksha grahan karte hain jivan ke prarambh ek varshon mein adhik hoti hai tatha der se vivah ke Karan santan ki sankhya kam Ho jaane ki sambhavna bani rehti hai nimnalikhit mein se nirdeshanusar viklapon ka chayan kijiye-(1) nimnalikhit mein se kaun sa upar likhit pathyansh ka prathmik uddeshy hai? option number 1-manav parivar ke aakar ke sambandh mein diye uss ispashtikaran ki aalochna jo puri trah se jaanwaro ki duniya se li gyi tippniyo pr aadharit hai. option number 2) audyogik kranti ke baad apekshit jansankhya visfot na hone ke Karan ki vivechna. option number 3 audyogik kranti se pahle aur bad mein paryavaranpratibandh aur samajik drishti kaun se parivar ka aakar kaise prabhavit hua ka antsarmbandh darshana. option number 4)parivar ka aakar badi Hui samriddhi ke sath ghat ka hai sthit hai ko samajhne ke liye do vyakti Park siddhant prastut karna​

Answers

Answered by pappupatel25195
4

Explanation:

वाक्य प्रयोग धूल झोंकना

Similar questions