gandhi ji ne kaha tha - mai n to kuda karkat peda karuga aur n he esa hona sahan karuga . aap esa kis prakar sambhav kar sakte hai?
Answers
Answered by
4
hame apne parivaar aur dosto ko saaf-safai k mahatv ko samjhana chahiye.
shuruat khudse......sankalp lo ki app kachra sirf aur sirf kudedaan me hi daaloge.
dusro ko sadak, aadi par kachara daalne se roke, aur unhe kachra kudedaan me daalne ko kahe.
ham har prakar k savarjanik sthano (public places) par kudedaan ki vyavastha kar sakte h.
hame jyada se jyada ped bhi lagane chahiye.
hame apni gadiyon me ek aisa thela rakhna chaiye jisme ham raste me kachra daal sake.
kaksha me pencil k chilke , toofee ka kagaz, aadi ko kudedaan me hi daale.
:)

sami99:
if u found it helpful pls mark as best
Similar questions