English, asked by shrutiharry5085, 11 months ago

Gandhiji ne naujawan ko kya samjhaya

Answers

Answered by sarthak59050
25

Answer:

Gandhi ji me naujawan ko yah bola Ke eshwar(god) Sabme me hota Hea . Hame to Apna karma Karna chahiya. Fal(fruit) apne aap milta hai.

Answered by haqueanwarul629
33

Explanation:

Gandhi ji ne naujawan Ko ye samjhaya ki manushya Eshwar ka sthan nhi le sakta Eshwar ke bare me alag alag samuho me log alag alag tarah ki kalpnae karte h or unme adhurapan aa jata h isliye hr manushya me eshwar h, yah manna hi eshwar par saccha Vishwas rakhna h. Prem or ahinsa me hi Bhagwan h

Please mark me as Brainlist

Similar questions