Hindi, asked by gamesphonesystem, 1 year ago

Gangtok ko mehnat badsho ka shahar Kyon Kaha jata hai? Class 10th, Hindi.​

Answers

Answered by Sofi123
5

Answer: mehnatksh k arth ha kadi mehnat karne wale badshaho ka arth ha man marji ka malik apni jaruraton ka puri karna ka liya va kadi mehnat karne sa nahi ghabrayte...

Explanation:isliya kkaha gay ha

Answered by parneetkaur2908
5

Answer:

gangtok ko mehnatkash baadshahon ka sheher bhi kaha gaya hai. aisa isliye hai kyunki gangtok ke nivasi gangtok ko sundar rakhne mein bahut mehnat kartein hain. lekhika dekhti hain ki gangtok ki striyan pahadon mein raste banane ka atyant mehnati karya kar rahi hain. ve chattanon par baithkar hathodon se pathar tod rahi hain. kai striyon ki peeth par unke bache bhi bandhe hain. lekhika yeh bhi dekhti hai ki kheton mein aurtein boku pehne chay ki pattiyan tod rahi hain. lekhika isse bahut prabhavit hoti hai. inhi karno se gangtok ko mehnat kash badshahon ka sheher bhi kaha gaya hai.

Explanation:

Similar questions