Hindi, asked by Ritik801305, 8 months ago

gantok ko mehanatkasho ka sahr kyo kaha jata hai

Answers

Answered by TamannaRohilla
2

Answer:

Hope it helps you.......

Attachments:
Answered by azazarshad1973
3

Explanation :Gangtok ko mehnatkash baadshahon ka sheher bhi kaha gaya hai. aisa isliye hai kyunki gangtok ke nivasi gangtok ko sundar rakhne mein bahut mehnat kartein hain. lekhika dekhti hain ki gangtok ki striyan pahadon mein raste banane ka atyant mehnati karya kar rahi hain. ve chattanon par baithkar hathodon se pathar tod rahi hain. kai striyon ki peeth par unke bache bhi bandhe hain. lekhika yeh bhi dekhti hai ki kheton mein aurtein boku pehne chay ki pattiyan tod rahi hain. lekhika isse bahut prabhavit hoti hai. inhi karno se gangtok ko mehnat kash badshahon ka sheher bhi kaha gaya hai.

Hope this help you.

Similar questions