Hindi, asked by deepaknath854, 7 months ago

Gaon ke vatavaran ka 8 se 10 Vakya Mein varnan dijiye

Answers

Answered by skendarkar96
1

Answer:

1) gaon ek aisi सभ्यता hoti hai jo kuch anko me pichad jati hai aur मुख्य धारा ke sang nahi chal pati

Explanation:

2) iske fayde hai ki gaon me pradooshan nahi hota

3) yaha ke log seedhe sadhe hote hai aur man ke saaf rehte hai

4)halaki gaon ke log आर्थिक रूप से kamzor ho aisa zaroori nahi.

5) parantuye log sarkari yojnao aur sevaon ka labh nhi utha paate

6) in logo ko shikshan ki acchi गुणवत्ता nahi mil paati.

7) yaha ke log swasthya ke maamle me bahut acche hote hai.

Similar questions