Hindi, asked by rachitsharma98, 9 months ago

गर्मी से बचाव विषय पर माँ और बेटी के मध्य संवाद लिखिए​

Answers

Answered by arunaharish1971
0

Explanation:

Maa- Beta tum bazaar jakar kuch jaruri saman le aao...

Beta- Thik hai maa, parantu bahar garmi bohot hai...

Maa- Ha beta, garmi sa bachne ke liya tum kuch bate dhyan rakho

  1. phela, ki tum ek pani ki bottle la lena or dhyan rakhna ki pani thanda (cold) nhi hona chahiye kyuki agar tum garmi mai thanda (cold) pani piyoga to tum bimaar ho sakte ho
  2. dusra, tum ek rumaal ya koi bhi kapra (cloth) apna sir pr jarur bandhna
  3. tisra, apna pas hamesha jab tum bahar jao to ek chata (umbrella) apna pas avashya rakho
  4. chotha, apna pas shikanji (lemonade) ya fir glucose jasa koi drink jarur rakhna....... beta - thik hai maa mai in bato ka dhyan rakhuga

please mark my answer as brainleist!!!!!!!!!!

Similar questions