Hindi, asked by menutabamenu, 7 months ago

(घ) एक को साधने से सब कैसे सध जाता है?
(ङ) जलहीन कमल की रक्षा सूर्य भी क्यों नहीं कर पाता?
कालगों जाना पदा)​

Answers

Answered by mehrajsofi9797
1

Answer:

plz write in English

Explanation:

plz plz plz

Answered by sonakshisuman430
2

Answer:

1. Kavi rahim ke anusar ek hi Ishwar par atoot vishwas rakhne se sare karya siddh ho jate hai. Jis parkar jar ko sichne se humen phal or phulo ki prapti ho jati hai usi prakar ek hi Ishwar ko ashmaran karne se humen sare sukh prapt ho jate hai

2. Yadpi surya kamal ka poshan karta hai parantu pani nahi hota to kamal sukh jata hai kyonki kamal ko pushpit hone ke liye jal ki adhik aavashyakta hoti hai. Atah: kamal ki sampatti jal hai uske n rahne par surya bhi uski sahayata nahi kar sakta hai.

Similar questions