Hindi, asked by hariom6455, 10 months ago

gharkeGhar Ke Bade Buddha dwara bacchon ko Sunai jane wali Kisi Aisi Katha ki jankari prapt Kijiye Jiska Akhri se mein kathin paristhiti se jitne ka Sandesh Ho ​

Answers

Answered by Anonymous
6

Answer:

Bahadur Bacche

Explanation:

Jan hum chote the tab hum Himachal ke Kullu main apne parivar ke saath rehte the.

Dada dadi akser kaayi kahaniyaan sunaya karte the.

Unhone ek sacchi ghatna bhi sunayithi.Jan Dadu chote the tab Kullu main kaayi videshi sailaani aaya karte the.Dadu. aur unke kuch mitra ek hotel main kaam karte the.Ek baar

kuch videshi sailaani Dadu ke hi hotel main ruke the.

Wo log Manali ghoomnne jaa rahe

Tabhi samachar aaya ki nadi per bana pul toot gaya tha.Magar Hindi bhasha se anjan hone ke karan videshi radio per aanewala samachar samajh nhi paaye. Isiliye wo aage chal pade.Dadu aur unke mitron ne un videshi sailaaniyon ki madad karni ki sochi.

Wo log ek chote doosre raaste se chal pade taki jaldi pohonch sakein.

Dadu aur unke dost jungle ke raaste se the jaha rahe the.Jungle main unka kaayi jaanwaron se saamna hua.Magar so sab bina ruke safe badhe.

Samay rehte hi wo Manali ke raaste pahunch the aur unhone videshi sailaaniyon ko tooye hue pul ke. baare main btaya.Sabhi logon ne bahadur bacchon ki tareef ki.

Dadu aur unke doston ko Kullu sarkar ki taraf se bohot inaam mile.

Similar questions