Gillu ko lifafe mein rakne ki jarorat kyu mehsoos hui
Answers
Answered by
0
What is the meaning of this question
Answered by
3
Jab bhi lekhika likhne baithti toh gillu unka dhyaan apni taraf karne ki puri koshish kiya karta.
Isa koshish mein kabhi wo parde ke upar Farr se chadh kar ushi tezi se wapas utar kar, kabhi lekhika ke kandhe par chadh kar, har tarah se dhyaan aakarshit karta rahta.
Ant mein lekhika ko uthakar use pakadakar ek lifafe mein aise daal dena padta ki uske sirf aage ke do panje tatha muh bahar aur baaki Sara sharir andar rahta taki wo koi shararat na kar pata
Similar questions