Hindi, asked by ayushsingh215, 11 months ago

give additional questions of Sana Sana Hath Jodi class 10th

Answers

Answered by jaydeep2046
1
 0

 Follow0



Anshika answered this

1.desh ki pragati mein shramikon ka vishesh yogdaan hai.ve bhi samman ke adhikari hain.is par apne vichaar vyakt kijeye.
2.andhvishwason ka andhanukaran vyakti ke vikas mein badhak hi nahi hota balki amaj ki pragati ko bhi rokta hain.is kathan ke samarthan mein apne vichar vyakt kijiye.
3.sikkim ki yuvati dwara ye kaha jana "mein indian hun" se spasht hota hai ki apni jatu . dharm aur sampraday se adhik mahatvapurna rashtra hai.aap kis prakar rashta ke prati apne kartvya nibhakar desh ki prati apna prem prakat kar sakte hain?
4.mahanagaron ki bhav shunyata  aur ekaki jivan shaile se ubarne ka ek madhyam yatra

Answered by Anonymous
1
Hey ✌️✌️

Here is ur answer....



1⃣ desh ki pragati mein shramikon ka vishesh yogdaan hai.ve bhi samman ke adhikari hain.is par apne vichaar vyakt kijeye.

2⃣.andhvishwason ka andhanukaran vyakti ke vikas mein badhak hi nahi hota balki amaj ki pragati ko bhi rokta hain.is kathan ke samarthan mein apne vichar vyakt kijiye.

3⃣sikkim ki yuvati dwara ye kaha jana "mein indian hun" se spasht hota hai ki apni jatu . dharm aur sampraday se adhik mahatvapurna rashtra hai.aap kis prakar rashta ke prati apne kartvya nibhakar desh ki prati apna prem prakat kar sakte hain?

4⃣.mahanagaron ki bhav shunyata  aur ekaki jivan shaile se ubarne ka ek madhyam yatra ho sakti hai.kya aap isse sahamat hai?

____________thanks___________
Similar questions