Hindi, asked by tvishnudatta, 1 year ago

give an example of samvad lekhan

Answers

Answered by Chirpy
2
sarita : bahen kahan ja rahi ho?
surabhi : bazaar ja rahi hoon ?
sarita : ajkal to bazaar jane ke liye bhi das baar sochna padta hai.
surabhi : yeh to sach hai, zara dekho to sb chizon ke daam kitni tezi se badh rahe hain.
sarita : pahle main 500 rupye lekar bazaar jati thi aur sb ghar ka saman kharid leti thi. pr ab to vah bhi km lgte hain.
surabhi : hain bahen,sirf daal ke daam hi dekh lo, kahan 100 rupye me ham 2 kilo le lete the. Ab 150 rupye me 1 kilo milti hai.




Similar questions