give me summary of ozymandias in hindi plz
class 10
Answers
Poet ek ase admi. K pas pahunchta h jo bhot bar deserts me ghuma h . Vo admi. Poet ko batata h k desert me vo ek bahot badi Murti dekhta h jiska upar ka hissa nhi. H aur do taange jameen pr khadi h. chahra jameen me dhas chuka h pr abhi tak uske hav bhav saaf dikhai de rhe h.
uski sakal se pata chalta hh k ye ek raja ka statue h jo bhot kroor lagta h. dekhne se vo. Statue kisi heartless aur dikhava to raja ka lagta h.poem. Me bataya gya h ki raja ka nam ozymendias h. Ozymandias ek bhot bada raja thha . Uski barbadi krne wala pure world me koi nahi thha. Vo rajaon ka raja thha or uske time k sabhi king us se darte thhe.usne apne naam ko banae rkhne k lie ye statue banvaya thha . Lekin samay k prabhav se iski shan khatam ho gyi h aur ab koi is pr dhhyan nhi deta . Is poem se pta chalta h k chahe kitna bhi bada admi ho time se hr koi chhota hota h aur koi time ko nhi hra sakta .
I hope this answers help . It is not net copied and language. Is usual so plz rate brainliest