Hindi, asked by dev33, 1 year ago

global warming ke karan rituon me parivartan

Answers

Answered by AnupNayak
0
Aapko jaha se bhi ye question mila hai bilkul sahi hai globsl warming ka prithvi ke rituwo par kaphi prabhav padta hai global warming ke karan aaj samay se varsha nahi hoti jisse kisaano ko kaafi mushkilo ka saamna karna padta hai sirf baarish hi nahi anya rituwo ka bhi samay se na aane ke karan hume kaafi samasyayo ka saamna karna padta hai.
Similar questions