Hindi, asked by luci, 1 year ago

Guru seva ka ek Prasang.

Answers

Answered by Adarshcb
0
Eklavya namak ladka tah.
Ek bhar vah guru dronacharya ke pass danur vidhya sikne gya tah. Par guru ne uska vinanthi ko tukra diya.
Eklavya ne guru ka statue banaya aur uskey shris mey danur vidhya sikha.
Ek din guru Dronacharya aur Arjun ne jungle mey shikar karney gaye.
Wahan Dronacharya ne eklavya ko shikshs karteh haye dekha. Vah chok gya kyunki guru ke bina bee eklavya ne danur vidhya sikh li thi.
Eklavya ne kaha key "Aapke prena nhi hoti toh mey danur vidhya nhi shiktha tah."
Usney Guru se gurudakshina makne key madhna kiya.
Guru ne uska dahiney hath ka anguta maanga aur eklavya ne nahi koi baat khekhar pooja ke thali laya aur apna anguta soop diya.


Issey hameh patah chaltah hai key eklavya ko guru seva karna pasand hai aur uss ke liye kuchbee karega.

Adarshcb: hope u liked this
luci: i like this too much but can you plz give me this essay in hindi language or if not you can give me a pic of this story via brainly only
Similar questions