हिंदी में एक स्वरचित कविता लिखें।
Answers
Answered by
1
Answer:
had kar baitha Chand ek din
Mata se yah bola silva do maa mujhe oon ka mota ek jhingola
san san chalti hawa Raat bhar mein Marta Hun
ki jhooth bolkar kisi tarah Yatra Puri karta hun
Aasman ka Safar aur yah Mausam hai jade ka
Na Ho agar toh la do mujhko kurta hi bhade ka
bacche ki sun baat kaha mata ne salone
Kushal kare Bhagwan Lage tujhko Jadu tone
jaade ki to baat theek hai per main to darti hoon
ek naap mein kabhi nahin tujhko dekha Karti hun
kabhi ek Angur bhar chauda kabhi ek foot mota
bada kisi din ho jata hai aur kisi din Chhota
ghat ta badh ta roj kisi din aisa bhi karta hai
nahin kisi ki bhi aankhon Ko dikhlai padta hai
ab tu hi yah batana Tera kis roj likhen
sidhe ek jhingola Jo har roj badan mein aaye
hope it helps
Similar questions