हिंदी दिवस पर कविताएँ (4-6 pankthi)
Answers
Answered by
1
Here are two very short poems...
Rashtrabhasha ka hamesha mann rakhna chahiye....
Rashtrabhasha ka uchit samman hona chahiye....
Kam hindi me kare ye dyaan hona chahiye.....
Rashtra ki is shakti ka uthhan hona chahiye....
Hindi me kaam karenge hum
Pehle man me sankalp karen
Nirbhaya hokar arambh karen
Sankoch na man me alp karen
Pehle yadi koi mushkil hogi
Dhire dhire mit jayegi
Abhyas nirantar karne se
Majboot pakad ho jayegi......
: )
Similar questions