haemodialysis kya hota explain in hindi
Answers
Answered by
3
when kidney of a person fails ,,the nitrogenous waste Is removed from the body with the help of an artificial machine.this process is called haemodialysis.
Answered by
1
haemodialysis Ko kidney dialysis bhi kehte hai , isme jis kisi person ki dono kidney fail ho jaati hai, uske body me ek machine daal dete hai jo blood Ko saaf (purify) karta hai or isme se humare body waste (urea) Ko hataa deta hai or urea me Paani mix karkar urine me Badal deta hai , isse hamare body ka waste Nikal jaata hai, vese to blood saaf karne ka kaam kidney ka hota hai par kyonki kidney fail ho jaati hai to Hume ye machine body ke andar lagana padta hai.
• Yeah machine ki vajah se person Ko bedrest ho jaata hai, isiliye aajkal kidney faliure vaale log kidney donor bhii Laga sakte hai.
Hope my answer helps,
please mark my answer as the brainliest answer........!!!!!!!!!!!

Similar questions