Hindi, asked by savita123456789s, 27 days ago

हम जिसके नाम पर लड़ते हैं बार उसने सपने में कहा लड़ना है बेकार इतना अच्छा हो अगर जले दीप से दीप यह संभव तब हो सके आए दीप समिति इसका भावार्थ बताएं ​

Answers

Answered by pranabhsacharia
6

Answer:

iska matlab he ki hum log choti-choti cheezon pe ladthe hein lekin kuch nahi pate. Kavi ke anusar ladna bekaar he kyunki isse kisi ko bhi lab nahi hota. Dard hi miltha he. Yadi hum ladne ke sivay apna samay gyan prapt karne me lagay to sab kuch prapt kar sakthe he. Yahan shayad deep ka mathlab gyan hain. agar sab gyan prapti ke liya taiyar ho jaye to hum sab mile ke kuch kar sakthe hain jo ki bahat accha aur laabdayak hoga. Kuch pane ke liye mil-julkar kaam karna zarrori hain.

Ekta mein he takat hein.

Explanation:

I think this is the answer

Similar questions