हमारे आचार व्यवहार के तरीके वेशभूषा के आधार पर तय होते हैं । आपकी समझ में यह उचित है या नहीं ?
Lahsa ki aur Hindi class 9 Long answer dijiye please
Answers
ye uchit nahi hai...
kyunki ye baat kisi pratyek vyakti par adharit hai ki use ksise vyavhar dusro ke prati rakhna.
jo log asabhay hote hai unke jeevan mein veshbhusha ka koi bhumika nahi hoti.
insan ko uske kapdo dvara nahi ,balki karm dvara janna chahiye.
jo log ucch jati ke ho prantu kaam yadi ahinsak ho to wa log asabhya kahlate hai.
manav ko to uske karmo dvara pehchanna chahiye .
jo log acche karm karte hai unhe kai log bolte hai wo to humare liye bhagwaan saman hai
nhi mgr aaj k mohal main kch aisa hi h hmare kpdo ko dekhkar pata laga liya jata h ki hum kaise h aur kis jaati se h mgr aisa nhi hona chayiye kyu ki insaan apne kaamo se phchana jaata h na ki kpdo se meri smjh se yh uchit bhi aur unuchit bhi kyu ki kch log kaam ko Bada smjhte h toh kch log kpdo ko.