Hindi, asked by tabu8206, 1 year ago

Hamara paryavaran hamari Suraksha nibandh

Answers

Answered by Aditiii22
1
Hamara paryavaran hamesha se hamare jivan ka ek abhinna anga hai. isse hame kai cheeze prapt hoti hai jaise - oxygen,phul(flowers),phal (fruits),jadi-butiya (aushadhi/medine),lakadiya (woods) aadi. mitti ka apardan(ghatna) bhi yahi kam karne me sahayak hota hai. jahaan adhik jungle ya ped-paudhe ho vahaan varsha bhi adhik hoti hai. yadi paryavaran nahi hoga tab hum bhi jivit nahi rah paayenge kyonki paryavaran hi hame oxygen pradan karta hai. jal(water) bhi yahi surakshit rakhta hai aur yadi jal aur vayu nahi honge to hamara jivit rahna asambhav hai. atah HAMARA PARYAVARAN HAMARI SURAKSHA hai.
Similar questions