Hindi, asked by prakriti27, 1 year ago

Hamare bharat me hindi bhasha ka mahatva.

Answers

Answered by sharadpratap37
12
jase sarer k liye usk sare angh jaruri han vase he hamare mahan desh bharat ka ek angh ha hamare bhasha. hindi ek ase bhasha ha jo dev bhasha sanskrit se bne ha isk auhcharan se hamara pura desh juda hu ha. hindi hamare matra bhasha ha aur hme garv se iska auhcharan karna caheye isse hamare desh k bal aur pratistha bade ha. vse to agr hindi pe pura din bhi bola jae to kam ha par ma apne lekh ko yahin visram deta hun.
Answered by rishikollu9
0

Answer:

एक भाषा के रूप में हिंदी न सिर्फ भारत की पहचान है बल्कि यह हमारे जीवन मूल्यों, संस्कृति एवं संस्कारों की सच्ची संवाहक, संप्रेषक और परिचायक भी है। बहुत सरल, सहज और सुगम भाषा होने के साथ हिंदी विश्व की संभवतः सबसे वैज्ञानिक भाषा है जिसे दुनिया भर में समझने, बोलने और चाहने वाले लोग बहुत बड़ी संख्या में मौजूद हैं।

Explanation:

hope it will help

Similar questions