hamare yaha atithi(guest) ko vishesh mahatv prapt hai, lekin aaj iss parampara mein parivartan ayya hai. aapko iske kya karan nazar aate hai, likhiye.
Answers
Answered by
1
mujhe iske kuch karan nazar aate hai jaise- aaj ke bacche badon ko kam aadar dete hai aur unhe kisi ki agya ka palan karna pasand nahi hota. unke liye maa baap bhai behen ek jaise hote hai. isliye veh na to unhe adar dete hai aur na hi atithi ko. rahi baat aajkal ke bado ki to unhe chhoton ko sambhalne se fursat nahi hoti aur na hi veh atithi ka swagat kar pate hai
I HOPE IT WILL HELP YOU
I HOPE IT WILL HELP YOU
jerry17:
pls mark as brainliest....
Similar questions