Hindi, asked by nikhilsinghai1638, 1 year ago

hamari sanskrti ko anukaran ki sanshriti kyon kaha gaya hai?

Answers

Answered by SresthaAbhi
1
Namaste mitra!!

hum sab jante hai ki ajkal upbhoktawadi sanskriti k peeche hum sabhi bhag rahe hai!!
Hum apna vivek kho baithe hai jis  karanwash hum pashchatya sanskriti ka andhanukaran kar rahe hai...

Hum unk jaise wesh-bhoosha apna rahe hai, unke khane ko apna rahe hai aur  is chaddam adhunikta ke washeebhoot hokar apni sanskritik asmita ko bhula rahe hai..
ataha, yeh kehna uchit hai ki humari sanskriti anukaran ki hi sanskriti hai!!

Asha hai mai apki sahayta kar saki mitra!
Dhanyawad!

SresthaAbhi: Plsssssssssss mark as brainliestt!
SresthaAbhi: u know this is my favourite chapter!!
Similar questions