हनुमान ने कैसे लंका में आग लगाई
Answers
Answer:
जहां विभीषण के माध्यम से अशोक वाटिका तक पहुंचे हनुमान सीताजी की हालत पर व्याकुल हो गए। सीताजी राम के वियोग मे प्राण त्यागने को तैयार थीं, लेकिन हनुमानजी को देखकर सीताजी के सब दुख दूर हो गए। इस दौरान हनुमानजी द्वारा न केवल अशोक वाटिका को उजाड़ दी बल्कि राक्षासों से संघर्ष कर सारी लंका को आग के हवाले कर दिया।
Explanation:
Hope it helps..Plz mark me as brainlist
Answer:
jab hanuman ji sabse pehle sita mata se mile the tab unhone lanka ki vatika mese fal tod ke khaye the aur khakar hi vahi vraksha tod dete the.unho e puri lanka vatika barbaad kardi thi ....tab ravan ne apne beto ko use pakadne ke liye bheja tha...tab meghnad ne bohot bar kosish ki lekin nahi pakad paya ..tab usne brahmastra ka proayog kiya...hanuman ji ne brahmastra ko pranam kiya ...aur khusi khusi megnad ke sath chale gaye.tab ravan ne kaha ki is vanar ki punch me aag laga dotab ravan ke mantrion ne unki punch me kapda lagana shuru kiyavo jitna kapda lagaye utna hi hanuman ji apni pumch ko bada depuri lanka nagri ka kapda lag gaya tab bhi vo unki punch nahi dak payefir un sab ne aise hi aag lagayitab hanuman ji udke gaye aur apni aag bhujane se pehle unhone lanka ko jalaya aur phir jake nadi me apni aag bhukai