Har samajik vibhinta samajik vived ka rup nahi leti |kaise?
Answers
Answered by
3
har samajik vibhinta, samajik vivad ka roop leti Hai. yeh bilkul satya Hai. mere anusar vibhinta ka vivadon me parivartit hone ka shrey sanse phle netaon ko jata Hai. hamare neta, jinhe hmne hi chuna Hai wo sabse jyada jimmedar hote Hai vivadon ka. 've rajneeti me niji fayde ke liye, ya chand vote ke liye vivad badhate rhte Hai. nahle pr dhla media krti Hai. janta kisi bhi mudde ko waisa hi dekhti Hai, jaisa media dikhana chahe. media sabse jyada doshi Hai, jo keval trp ke liye khabron me jyada se jyada massala lga kr use ek tadkte bhadkte roop me pesh krti hai. jo ki logon ke andar gussa or irshya ko utpan krti Hai jiske karan dange-fasad hote Hai. ye tay Hai ki lakh koshishon ke bad bhi na neta or nahi media sudhregi, to Ab sb kuch hm janta ke hath me Hai ki hm vibhintaon pr vichar kre kintu vivad nhi. aakhir anekta me ekta hi hamari desh ki shan hai..
dhanyawad...JAY HIND. JAY BHARAT.
dhanyawad...JAY HIND. JAY BHARAT.
Anonymous:
Welcome bro
Answered by
1
HERE IS UR ANSWER
____________________❤
✔✔हर समाजिक विभिनता समाजिक विवाद का रूप नहीं ले सकती।कभी कभी ऐसा भी होता है कि हम इनके कारण काफ़ी अलग लोगों के करीब और अपनो से थोड़े दूर हो जाते हैं।
Similar questions