harihar kaka paath ke adhaar par btaaiye ki ek mahant se kya apekshayen hoti hain ?
kahani mein mahanto ki bhumika par tippani kijiye .. uttar lagbhag 150 shabdo me dijiye
Answers
loog mhant se bohot apekshayen karte hain. mahant thakurbhari ka sabse mukya sant hota hai jo thakurbari ka khayal rakta hai. voh logo ko dharmik baten sikhata hein. uska kartavya hain ki voh logo ko bhagwan ke bare mein bataye aur ache bure ki gyan logo tak pahuchayen. ek mahant hamesha bhakti ke bhajan mandir mein gata hai.
pehle harihar kaka bhi mahant ko bahut mante the par yah mahant bahut swarti hai. yeh sif pne aur apne pujario ke hit ke bare me sochta hain. isne pehle harihar kaka ho manane ki koshish kiya ki veh apna jameen thakurbari ke naam ka de jab voh nahi maane toh mahant ne harihar kaka ka apaharan karvaya aur zabardasti anguta ka nishaan liya. ek mahant ko niswart aur logo ke kit mein apna jeevan bitana chaiye. yeh ek saccha mahant nahi tha =. yeh ek swarthi aadmi tha jo keval apne hit ke bare mein soche.
महंत का काम होता है समाज के भटके हुए लोगों को सही रास्ता दिखाना।
जो सही है उसे बताना और जो गलत है उसे सुधारना।
मगर हरिहर काका में महंत जी बहुत स्वार्थी थे। वे हरिहर काका से बहुत बुरा आचरण करते थे।
कहानी के महंत की तरह हमारे समाज में भी कुछ महंत ऐसे ही हैं जो लोगो को लूटते हैं।
संपत्ति हथियाकर बड़े आश्रम बनाते हैं।
हरिहर काका कहानी में महंत जी हरिहर काका की संपत्ति का लुत्फ उठाना चाहते थे।
please mark me as brainliest!!