Hey frnds Good Morning!!!! ☺️
Log kehte h ..Humara bharat democratic country ...Lekin ish bahrat m aaj v bhut ladkiya h jo safe nhi h.......Unke sath rah chlte log glt vyavahar krte h........
Kya .Wo log ek bar v nhi sochte ki wo v kisi ki beti ya behan hogi......??
Write ur opinion frnds ☺️
Pls give the elaborate ans....
❎Don't spam❎
MsPRENCY:
hehe
Answers
Answered by
43
Good afternoon!!!☺️
⭐Hey here is your answer ⭐
________________________
________________________
✔️✔️Through this ans I want to express my feelings and thoughts ............☺️
★★Jaise ki hum sab log jante h ki Humara bharat ek developed country h ...Par aaj v isme bhut chizo ki kami hai..Jiske wajah s hum logo ise puri tarah s developed country nhi bol skte h.....Aap sab log jante h ki aaj v ish desh ..humari desh ki ladkiya safe nhi h
..aaj v unhe rat mei akele aane jane nhi diya jata h..Kya isme Ma Bap ki glti h ?? nhi .Ish desh k kuch besharam logo k wajah s aisa hota h...
★★Mei kolkata me rhti hu ...bachapan. s hi kolkata m hi hu ...lekin aaj tak maine kv v bahar ki duniya nhi dekhi thi ...M ghar s bahar v nhi jati thi ......Lekin ab kuchh dino s maine ghar s bahar niklna suru kiya h.....Phle mere dost bolte the ... pta h priya wo uncle kaise karke dekhte ..Hawas ki nazro s dekh rhe the mujhe...M sochti thi aisa thodi na hota hoga ....Ye log jhuth bolti h..M un logo k bato P trust nhi krti thi .....Maine aaj tak kv kisi k taraf nazar utha kr nhi dekha tha ...Isliye mujhe lgta tha duniya bhut hi jyada khubsurat h ...Par aisa nhi h...
★★.Aaj kl bachche ko to chhoro uncle type log v ... Misbehave krte h .. Kolkata ek big and developed city ...But pta h dosto h ...yha ka culture bhut hi kharab .....M kolkata ki burai nhi kr rhi ...Par sch m yha k log bhut hi ghatiya h
..Rah chlte logo K sath misbehaved krte h....
Jb man kiya kisi ko kuchh v bol diya ......Halaki mere sath aisa aaj tak kv nhi hua h...par maine raste h ye hote huye dekha h......Sirf 2 month m hi mujhe ye puri duniya smjh m aa gyi .......
★Log kehte h humare bharat m ladkiyo ka samman kiya jata h ..... Sch h samman kiya jata h ..lekin uske sath kuchh glt hone k baad ....Us s phle wo ladkiya unke ...sirf ek khilona hota h
jise koi v khel kr chla jata h .......
★Duniya k bare m mujhe jyada kuchh maloom to nhi h .Lekin ek bat achhe maloom h ki
yha k kuchh log bhut hi ghatiya hote ....
Jo behave wo dusre ladkiyo k sath krte h ...wo behave koi uske behan ya fir beti k sath v to kr skte h na....Lekin wo log ye nhi sochte h.......
Kya kahu dosto ...Book m to bhut kuchh likha hua ...Lekin wo sb book tak hi simit rhne k liye bne huye...Use koi v insan apne real life m nhi la skte h....
☆☆☆Humara india bs kuchh logo k wajah s hi pichhe hote ja rha h.....Kya sab log apni soch badal kar bharat ko sudharne ki kosis nhi kr skte h kya.....???
____________________
____________________
@Priya❤️

44
Hello mate!!
here is your answer ⤵
____________________
____________
Jsisa ki apne upar question me likha hai..
ki hamari country democratic hai..
par aisa kya sach mein hai..???
kya hum sach mein aisa jivan ji rahe hain..??
Aise kitne sawal hain jo ki hamare man mein ate hain.
Parantu iska uttar hame kabhi sahi dhang se MIL hi nhi paya....
Ye toh Kalyug hai..
yahan par aisa ho bhi gya
toh koi bhi kanha nhi aenge...
Agar hum ladkiyon ke samman ki baat karein toh yeh bahut hi kam jagah on par hota hoga ki ladkiyan
agar ghar der se aye toh unhe toka na jata ho...
Aur agar wahin Ladke der se aye toh ek shabd bhi nhi bola jata...
Khair ye toh hui ghar ki baat agar hum gaur karein toh ek ladki apni mehnat
jutakar kaam karne jaati
hai..aur phir jab wapis ati hai toh use Rashte mein
kin-kin Mushkilon ka samna karna padta hai wah sirf ek ladki hi samajh
sakti hai...
Ladkon ka kya hai..??
wo toh bol kar chale jate hain... par kabhi hm are
bare mein nhi sochte.
Agar usi ladki ki jagah uski apni bahen ya beti ho..
Toh..???❓❓
Jab mahabharat mein dropadi ke saath durvyavhar ho raha tha tab sirf kannha ji ne hi
Dropadi ki laz rakhi.
Aj bhi hamare desh mein kai log hain jo iske virudh hai par sirf kuchh logon ke sochne se kuchh v nhi hone wala.
Jaroorat hai..toh bas soch
badalne ki..
Baki sab toh thik ho hi jayega...
" Ladkiyan HAMARA Kal hain..Unka Aj sawarne ki jaroorat hai "
•○●•○●•○●•○●

Similar questions